Skip to main content

Alfaaz Ka Intekhab-Urdu


Alfaaz Ka Intekhab

Dunia mein baishtar fitny alfaz ki waja sy janam lety hen. Alfaz hi nafraton ky beej boty hen aur in hi alfaz sy aman o sakoon aur insaniat ka mahol bhi qayam kia ja sakta hy. Alfaz ky zarye insan maamooli nafrat ki chingari ko fitny ki aag mein badal sakta hy aur alfaz ky zarye hi bohat sy fitnon ko paida hony sy pehly hi khatam kar sakta hy. Alfaz ka intikhab insan ki shakhsiat ki akasi karty hen. Isi liye kaha gaya hy ky pehly tolo phir bolo.

ﺴﯽ ﮐﯽ ﺧﻮﺷﯽ ﺑﺎﻧﭩﻨﺎ ﺑﮩﺖ ﺁﺳﺎﻥ ﮨﻮﺗﺎ ﮨﮯ
ﻟﯿﮑﻦ ﮐﺴﯽ ﮐﺎ ﺩﮐﮫ ﺍﻭﺭ ﻭﺣﺸﺖ ﺳﻤﯿﭩﻨﺎ
ﺑﮩﺖ ﻣﺸﮑﻞ ﮐﺎﻡ ﮨﮯ۔
ﮐﺒﮭﯽ ﮐﺒﮭﯽ ﺍﯾﺴﺎ ﺑﮭﯽ ﮬﻮﺗﺎ ﮬﮯ ﮐﮧ
ﺳﮑﻮﻥ ﮐﯿﻠﺌﮯﺩﻭﺍ ﮐﯽ ﻧﮩﯿﮟ
ﺑﻠﮑﮧ ﮐﺴﯽ ﮐﮯﻟﻔﻈﻮﮞ ﮐﯽ ﺍﺷﺪ ﺿﺮﻭﺭﺕ
ﮬﻮﺗﯽ ﮬﮯ
ﺍﮔﺮ ﻟﮩﺠﮯ ﺷﯿﺮﯾﮟ ﮬﻮ ﺗﻮ ﻟﻔﻆ ﺷﻔﺎ
ﺩﯾﺘﮯ ﮬﯿﮟ ...

Think before you speak. You cannot take back things that you have said to people.

Comments

Popular posts from this blog

خاموش لب ہیں جھکی ہیں پلکیں، دلوں میں اُلفت نئی نئی ہے

خاموش لب ہیں جھکی ہیں پلکیں، دلوں میں اُلفت نئی نئی ہے Khamosh lab hain jhuki hain palken Dilon mai ulfat nayi nayi hai Abhi takaluf hai guftugu mai Abhi muhabbat nayi nayi hai Abhi na ayegi neend tum ko Abhi na hum ko sukoon milega Abhi to dharke ga dil zyada Abhi ye chahat nayi nayi hai Bahaar ka aaj pehla din hai Chalo chaman mai tehel ke ayen Fiza mai khushbo nayi nayi hai Gulon mai rangat nayi nayi hai Jo khandani raees hain wo Mizaaj rakhte hain narm apna Tumhara lehja bata raha hai Tumhari dolat nayi nayi hai Zara sa qudrat ne kya nawaza Ke aake bethe ho pehli saff mai Abhi se urhne lage hawa mai Abhi to shohrat nayi nayi hai

زندگی میں خیر خواہ لوگ کم اور خواہ مخواہ....ذیادہ ہیں

Pilot Officer Rashid Minhas Shaheed Nishan e Haider Pakistan Air Force

Pilot Officer Rashid Minhas Shaheed Nishan e Haider Pakistan Air Force Remembering Pilot Officer Rashid Minhas راشد منہاس شہید نے اپنی بے مثال قربانی سے پاکستانی قوم کا سر فخر سے بلند کیا۔ Tribute To officer Rashid Minhas Shaheed